Love Sms

Love Sms For You By Sajjad Hussain Mirani

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main
Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main

Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan

*******Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi
Hota Nahi Humse Ishq Bayaan
Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi
Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan*********

Mohbbat karna koi zulm nahi,
Agar ki jaye usool se,
Khuda ko bhi muhabbat thi,
Apne rasoul se

*****Hui hum se ye nadani,
Kay teri mehfil mein aa baithe
Ho kay zameen ki khakh
Aasman se dil laga baithe***


KUCH PHOOL UN PAR THE
KUCH PHOOL HUM PAR THE
FARQ SIRF ITNA THA KI
WOH DUNIYA BASA RAHE THE
AUR HUM IS DUNIYA SE JAA RAHE THE

ekdin jub hum duniya se chle jaenge.
mat sochna apko bhul jaenge.
bas ek bar asman ki taraf dekhna mere sms sitaro par likhe najar ayenge

Zindagi sabko mile zarori to nahi
Mohabat sab ko mile zaruri to nahi
Kuch log bohot yaad aate hain
Woh bhi hume yaad kare zaruri to nahi...

Aaapke khayaloon se fursat nahi milti,
Hume ek pal ki rahat nahi milti,
Mil to jata hai sab kuch,
Bas aapki ek pyari si jhalak nahi milti

Koi ankhon-ankhon se baat kar leta hai.
Koi ankhon-ankhon main mulakat kar leta hai.
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar sawal kar leta hai......

Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayee,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayee,
jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein teri tasveer nazar aayee......

~*~*~Hum Dostee Ka Farz Yunhi Nibhate Rahenga,
Waqt Bawaqt App Ko Sata Te Rahe Gainn
Dua Karoo K Ummer Lambee Ho Humari
 Ager Mar Gaee Too Bhoot Ban Kar Ate Rahee Gaaa..........~*~*~


Janay Kab Phir Milay Tere Mere Rastay
Saath Tootay Nahi , Yaad Itna Rahay
Raat Dhalni Hai ,
Ujalay Anay Tou Hain
Khawab Udhuray Sahi ,
Khawab Saharay Tou Hain

Os ke bina ab chup chap rehna acha lagta hai,

Khamoshi sey dard ko sehna acha lagta hai,

Jis hasti ki yaad mein Aanso barstey hain,

Samne os ke kuch naa kehna acha lagta hai,

Mil kar os se Bichar naa jaaon darta rehta hon,

is liye bas door hi rehna acha lagta hai,

janta hon keh chahat mein bas Aanso milte hain,

Kuch bhi ho ab is zehar ko peena acha lagta hai,

Je chahey sab khushiyan laa kar os ko de doon,

Os ke pyaar mein sab kuch khona acha lagta hai,

Os ka milna naa milna Qismat ki baat hai,

Pal Pal os ki yaad mein roona acha lagta hai,

Os ke bina sab khushiyan FIDA Ajeeb si lagti hain,

Roo Roo kar os ki yaad mein sona acha lagta hai ....

Mera chehra
Kisi khamosh lamhe mein
Agar mein tum se yeh keh doon
"Mujhe tum se mohabbat hai"
To tum yeh mat samajh lena
key meine sach kaha ho ga
Kay aisi dil nasheen batoon ko
aise dil ruba paraee mein kehna
mujhe bachpan se ata hai
Meri aankhein
mera chehra
mera bay-sakhta lehja
sub kuch jhoot kehta hai
Magar iss jhoot mai bhi ek sach hai
Aur woh yeh!
"Mujhe tum se mohabbat hai"

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah



mohabbat karke dhekha mohabbat ko pahchana hai
 mohabbat bas naam ki hai bewafai ka zamana hai


Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah

SOME LOVE ONE...
SOME LOVE TWO...
I LOVE ONE....
THAT IS YOU

SITARON NE MERI CHAMAK CHEEN LI HAI
ANDHERON SE ROSHAN MERI ZINDAGI HAI

Ladki boli:
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
Ladka bola :
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga

LEHRON KI TARHA LEHRATHE HUE
AANCHAL KO HAWA MEN UDATHE HUE

SAAHIL PAR HUM KO MILE AKSAR
MAUJON SE WO SHARMATHE HUE

CHALTHE CHALTHE WO CHALTHE GAYE
IS DIL PAR AAG LAGATHE HUE

HUM NE DI SADA WO RUK NA SAKE
CHALTHE HI RAHE BALKHATHE HUE

HUM NE MAAGA JAB RAB SE UNHEN
DEKHA HAI UNHEN BHI DAMAN PEHLATHE HUE


No comments:

Post a Comment